Tere Ishq Ki Hum Par : Poem

Tere Ishq Ki Hum Par : Poem

A Poem by Mirza Sharafat Hussain Beigh
"

Classic poem, free of prosody in rhyme scheme aa,ba,ca,da.... By : Mirza Sharafat

"
Terey ishq ki hum par ajab ye inayat hai
lehza lehza jaisey barpa qayamat hai

dekhni ho nighahey kabhi zehar bhari to bas
mere mehboob ki ada bhi chalakti adawat hai

kya sulawo gey mujhe qabar me bey bistar
mujhe roz khaak pa soney ki aadat hai

meri zuban kehti buhat hai lekin phir bhi
lafzu me mere kahi na kahi sharafat hai

Sharafat ne hosh me hi na paya kuch
aj khwaab me bhi kahi khoyi muhabbat hai.

© 2016 Mirza Sharafat Hussain Beigh


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

201 Views
Added on July 3, 2016
Last Updated on July 3, 2016
Tags: love, separation, kashmiri, urdu, sharafat beigh mirza, beauty, girl, quotes

Author

Mirza Sharafat Hussain Beigh
Mirza Sharafat Hussain Beigh

Kashmir, Srinagar, India



About
Mirza Sharafat Hussain Beigh is fourth generation poet born into a traditional elegy writer's family dating back their history of composing elegiac poetry to 1900 CE. Born in Daulat Abad, Srinagar, Mi.. more..

Writing