Collection..

Collection..

A Poem by Surya
"

After days...

"
Hawa kahi dawa kahi jee toh diya hai
Par 'jodan' kula ye ghum kabi mita nahi

Nikamma nahi na kaamiyaab
Sapna toh hai par dard hi sahi

Ilaaj teek nahi toh marna hi sahi
Yeh ishq ki aadab ka kuch pata hi nahi

Janaab sahi begum sahi, maalik bi h
'jodan' kahe ki kahaani me raaz hota hai

Nazraana sahi kaha jab farishta ghar pe
Ishq sahi nahi jab ishq me ishq nahi





Ek kahaani tha joh mera nahi
Ye bi zindagi h jisme me nahi

Bus saans le raha hu jeena nahi
Dadkan bi chupi h par kaam ka nahi

Chalu kaha me talaash bi kiski
Jab ruh hi mara h toh pyaar kyu

Sirf ek insaan hu jih abi jala nahi
Ek muddha hu jisme zuban nahi

Padke jalgayi paav bi katgaye
Sirf dil bachi h jo kabi puri nahi

Cheezon so pyaar insaan ki barosa me karu tujpe
Saza toh mili hai galti ki par kahu kis se





Jung kya lade Mia, jeete ya haare
Teek se dekho apna bi mara hai

Koun hai badshah kya hai ye sarkaari
Darbaar toh chodo gulam toh hum hi hai

© 2017 Surya


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Reviews

great stuff surya
simply loved the poetic aura here

Posted 6 Years Ago


Each stanza holds a strong point..simply awesome

Posted 6 Years Ago


Surya

6 Years Ago

Thank you farhan...:)
"Ek kahaani tha joh mera nahi
Ye bi zindagi h jisme me nahi "...these lines touched me..wow..bahut acha likha hai....saath mein last lines bhi badi achi hai.
Always keep on writing.

Posted 6 Years Ago


Surya

6 Years Ago

Thank you so much Priyanshi...:)
Priyanshi

6 Years Ago

My pleasure.
congo.......lovd this...keep writing..i wish u all the luck...

Posted 6 Years Ago


Surya

6 Years Ago

Thanks a lot wajiha.....:)
Wajiha Nayeem

6 Years Ago

always a pleasure su....✌😊

Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

200 Views
4 Reviews
Added on August 11, 2017
Last Updated on August 11, 2017

Author

Surya
Surya

Hyderabad, India



About
A pen, A paper can do wonders.....I hope. more..

Writing
Quixotic tale Quixotic tale

A Poem by Surya