aaj lagta he

aaj lagta he

A Poem by chitranshu
"

poem is written on the cruelty we are doing towards animals and pets.

"

Aaj lagta he aadmi bimar he 

Jaane kyu kr rha jaanwar pe atyachar he

Koi paiso ke liye unhe bech rha he 

Koi swad swad me unki khaal khich rha he 

Kisiko na  unke ansu ki kadar he

Koi unki khaal ki odta chadar he 

Jab koi pashu apni maa se yu juda hota he

Yakeen maniye unka bhi dil he jo rota he 

Unka bhi dil dhadakne ko bekarar he

Pr sach he dosto jaanwar aadmi se zyada wafadar he 

Aaiye aaj kasam khaate he 

Hum insan he insan ka farz nibhate he 

Hum soch sakte he ye sab rok sakte he 

Koi agar naa maane to tok sakte he 

Mat bhulo ke hum insaan he 

Jaanwar me bhi dil aur  jaan he 

© 2019 chitranshu


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

46 Views
Added on February 11, 2019
Last Updated on February 11, 2019

Author