Mera bharat mahan

Mera bharat mahan

A Poem by Riddhi
"

This a poem for my nation.....

"
Yahi ram aur krishna ki dharti ,
aastha aur shradha yaha kabhi na marti.
Jnme hai yaha mahavir aur buddha ,
jinka charitra tha atyant shudha ,
chahe kaho aaryavarta , jambudweep ya hindustan
hai to mera bharat hi mahan.

isi ne diya duniya ko buddha , jain , jaise mahan dharma ,
jo the buddha aur mahavir ke mahaan karma .
yah dharti hai anek samrajya aur samrat ki , 
yah riyasat hai ashok aur rana ki .
chaha kaho aaryavarta , jambudweep ya hindustan
hai to mera bharat hi mahan.

yaha ki neeti hai atithi devo bhava,
khule man se anek atithiyo ko hamne gale lagaya hai ,
purakal me aaye aryan
tab kiya tha dravido ne dakshin ki aur palayan
chahe kaho aaryavarta , jambudweep ya hindustan,
hai to mear bharat hi mahan.


yah bhoomi haai kautilya jaise kutil shastri ki ,
jisne vaapas bheja Alexandar the great ko ,
phir janma liya is bhoomi ke putra ne ,
jo tha samrato ka samrat ashoka.

yah bhoomi hai vividh dharmo ki ,
yah bhoomi hai bhaichare ki ,
kyoki aguvayi huyi mughalo ki ,
jinke vanshaj akbar ne nayi disha dikhayi is bhoomi ko .
chahe kaho aaryavarta , jambudweep ya hindustan ,
hai to mera bharat hi mahan.

phir aaiyi vah andheri raat ,
jisne jhakjhor kar rakha diya hame ,
us amavasya ki chil the vah krur angrej ,
purnima laane ka kaam sopa gaya ek virangna ko .
jo thi khub ladi mardaani
kyo ki vah to jhansi vaali rani thi.
chahe kaho aaryavata , jambudweep ya hindustan , 
hai to mera bharat hi mahan.

kuldipak aaya hamare is bharat vanshaj ka ,
jaha jaata tha vahi apni lakir khicha chala jaata tha ,
tha vah vahi shanti ka sant , 
jisne hame disha dikhayi ahinsa aur satyagraha ki,
the vaha hamare rashtra pita mahatma gandhi.
chahe kaho jambudweep , aryavarta ya hindustan,
hai to mera bharat hi mahan.

na jane kitno ne di aahuti apni ,
angrezo ki bediyo se hame mukta karne ki
hai inke naam anganit
chahe kaho aaryavarta , jambudweep ya hindustan ,
hai to mera bharat hi mahan.

akhirkar mili 1947 me aazadi hame
thi vah khusi sirf naam ki ,
kyo ki bat gaye the do bhai
bharat aur pakistan hamesha hamesha ke liye.
chahe kaho aaryavarta , jambudweep ya hindustan
hai to mera bharat hi mahan.

hai aaj ka yah zamana gaurav aur samman ka
bane hai jo hamare pradhan mantri narendra modi ,
karo jap ache din aane ka ,
kyoki ham bhi kam nahi ab kisi se.
chahe kaho aaryavarta , jambudweep ya hindustan ,
hai to mera bharat hi mahan...........................

© 2016 Riddhi


Author's Note

Riddhi
This is a poem for my nation ....I hope you like it...

My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Featured Review

Just a brilliant and awesome piece of writing. How beautifully you presented our country!!! Incredible. Yes we all feel proud to be part of this nation. There are problems, but that are every where in the world. The best part is to work towards building our sapno ka Bharat... too good!!!

Posted 8 Years Ago


1 of 1 people found this review constructive.

Riddhi

8 Years Ago

Thank you....I really waited eagerly for your reviewing because you are everytime the first to revie.. read more
CA Anurag Sharma

8 Years Ago

Sorry, I wasnt using this site for some time, but loss is all mine as I missed reading this brillian.. read more
Riddhi

8 Years Ago

Oh...Really....Is it so???



Reviews

Its an incredible honor to read mature words about our nation where historical facts are blended with feelings..i believe that we have a nation of spirituality and intellect..we just somehow have to go back to our past and read rabidranath tagore, premchand, agyey, geeta, vedas to realize ourselves..
thank you for sharing :)

Posted 5 Years Ago


Riddhi

5 Years Ago

Thanks for your review...And yes i agree with you we need to actually go back to our past to realiz.. read more
Sach mein Bharat jaisa koi nahi. Iski baat hi alag hai. Hamara desh bahut upar jaane waala hai aur ek din iski superpowers mein ginti hogi. Hamare Pradhan Mantriji ne saari duniya mein Bharat ka loha manwa diya hai.

Har Bhartiya ke liye aise international forums mein India ko represent karna aur apni kala ka pradarshan karna ek gaurav ki baat hai.

Yeh poem zabardast hai! kudos Riddhi. Vande Matram aur Jai Hind.

Posted 5 Years Ago


Riddhi

5 Years Ago

Sahi baat hai..And actually we are firm friends now...
DIVYA

5 Years Ago

Indeed we are. Thanks again Riddhi
Riddhi

5 Years Ago

Your welcome dear..
girl you're amazing . I'm in love with this

Posted 5 Years Ago


Riddhi

5 Years Ago

Thank you...I am happy that you liked it...
Excellent poem.... The words are so expressive and reading the poem was such a great experience.... Loved it

Posted 5 Years Ago


Riddhi

5 Years Ago

Thank you...
Elizabeth

5 Years Ago

Your welcome :)
IM really touched by your way of explanation. Riddhi, its beautifully written. Emotions just pour out and better expressed if you do it with mother tongue. Love you my country. Proud to be an Indian. God bless you. Keep writing

Posted 5 Years Ago


Riddhi

5 Years Ago

Thank you...I am glad that you liked my poem..
Just a salute to you and your poem, Mera Bharat mahaan...
Thank you Riddhi for sharing such a patriotic feeling with us....::)

Posted 7 Years Ago


Riddhi

7 Years Ago

Thank you...
A really good piece! I love how you have included instances from history which go on to show that they make our culture richer. Also, it points out the diversity and uniqueness of our country.
Makes me proud to be an Indian. :)
Thank you for sharing this with us.

Posted 7 Years Ago


Riddhi

7 Years Ago

Thanks suditu for your kind words...But don't you think 18 reviews are really very less???I want tha.. read more
wow this is amazing kaise india ki puri history ek peom me utari ja sakti hai this is the right example
and thankyou tumne isse hindi mein likha hai ,bas mujhe ek suggestion dena hai plase see the rymhe effect that add to poems spirit
aur keval bolne se kam nahi chalega hum sab ko thoda thoda donate karna padhega bharat hamare bharat
ki kushali ke liye

a prideful indian
siddhi

Posted 8 Years Ago


Riddhi

8 Years Ago

Thanks for your insightful review siddhi.....
Just one word.. Awesome!


Posted 8 Years Ago


Riddhi

8 Years Ago

Oh!!!Thank you

First Page first
Previous Page prev
1
Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

1549 Views
25 Reviews
Rating
Shelved in 1 Library
Added on January 26, 2016
Last Updated on January 26, 2016
Tags: https://www.google.co.in/url?sa=

Author

Riddhi
Riddhi

India



About
I am Riddhi , a 17 year old girl , a proud Indian...My friends say that i am antic but i am not antic rather i am unique..I am queen of mood swings and its really difficult to handle me...I love trave.. more..

Writing
Year 3016 Year 3016

A Poem by Riddhi



Related Writing

People who liked this story also liked..


Dream India Dream India

A Poem by Riddhi