Kavita

Kavita

A Poem by Anshuman Aryav


Main us dinakar ka vanshaj hoon,
jise kavita ne paala hai,
kavita se mera ghar hai,
kavita se nivaal hai,
jab bhee roya raaton ko,
aansuon ki chaadar odh,
kavita ne hi paala tha,
kavita ne sambhaala hai ...
main us dinakar ka vanshaj hoon,
jise kavita ne paala hai ...
kavita se mera masjid,
kavita se shivaala hai.
main us dinakar ka vanshaj hoon,
jise kavita ne paala hai ...

© 2018 Anshuman Aryav


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Reviews

Amazing. Aapki kavita ne kavi k vichardhara ko badi hi khoobsurati se darshaya hai.

Posted 6 Years Ago


Anshuman Aryav

6 Years Ago

Thank you dear..
Wow beautiful! I loved it... So real, and I loved the theme a lot.

Posted 6 Years Ago


Anshuman Aryav

6 Years Ago

Thanks Anjali
Anjali

6 Years Ago

You're welcome!
Nice One With Pure Hindi Touch...

Posted 6 Years Ago


Anshuman Aryav

6 Years Ago

Thank you so much..
kya baat... kya baat...
aapki kavita ne mere andar basse kavi ko dhanye kar diya

Posted 6 Years Ago


Anshuman Aryav

6 Years Ago

Bahut bahut dhanyavad aapka..
Ye Kewal Kavita hi nahi Balki ek geet aur Sangeet bhi hai...read more
Priyanshi

6 Years Ago

you're welcome
purane singers ki baat hi kuch aur hai...bahut achey hotey the gaane:)
Waaah. Heart touching words.

Posted 6 Years Ago


Anshuman Aryav

6 Years Ago

Thanks dear
Najam Us Saher

6 Years Ago

You're welcome.

Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

416 Views
5 Reviews
Rating
Added on January 20, 2018
Last Updated on January 20, 2018


Related Writing

People who liked this story also liked..