Khoya hun main

Khoya hun main

A Poem by amit

Khoya hun main
par samjhu bhi sab
Manzil hi nhi koi
to rasta khoju kyu ab

Ghir sa gya hoon
is samandar mai
Paar lag bhi jau
par ab kinare nhi pasand

Jaddojahad andar hai mere
bahari afra tafri se mera kya matlab
Mai wo machhli ban gya hoon
jise sab pasand par pani se nafrat

Had kar bhi doge
had se had badlunga karwat
Khoya hoon main
mujhe kise se kya matlab

© 2021 amit


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

56 Views
Added on September 7, 2021
Last Updated on September 7, 2021

Author

amit
amit

India



Writing
Is it? Is it?

A Poem by amit


Still hoping.. Still hoping..

A Poem by amit