![]() Panghat pr baitha moorA Poem by Sumit kumar![]() Beautiful poem![]()
Panjhat pr baitha moor kr rha hai bhbhor
Naache aangan me aur uthne de shor Jhar jhar chl rhi ho hawaye Sukhe patto ne li phir se angrayi Pedo ko jhoomne ka mauka hai Milo Charo taraf khushiyo ki badh hai jaise aayi Baadal bhi gargane lge Maano mn me chupkr baitha hai koi chor Baarish bhi chmhchmhane lgi Ho rha hai ek nya bhor Saat rango se phir sja aasman tha Njara ye jannat se bhi kmaal tha Nadiya ufnane ko taaiyaar thi Maano sadiyo se wo isi waqt ke liye taaiyaar thi Panchiyo ko sayad dhoop ka intjaar tha Kuch laut chuke apne Ghar the Kucho ko Abhi bhi apno ka intzaar tha © 2017 Sumit kumarAuthor's Note
|
Stats
245 Views
Added on May 4, 2017 Last Updated on May 4, 2017 |