SUNA HAIN LOG PHIR MILTE HAIN MARR JANE KE BAAD

SUNA HAIN LOG PHIR MILTE HAIN MARR JANE KE BAAD

A Poem by ayan ali dar

Tark e talluq karke main kuch haar sa gaya,,
Dil figaroon se kya kaho apni jaan vaar dene ke baad,,


Woh gumsum neghahein kyn talash kiye phirta hoon,
Beenai apni kho diyi hai,khud ko sawar jane ke baad,,


Afsos hai,sadhaif pe sadhaif kyn na karon,

Ranj miley hai mujhko har su tum se biched jane ke baad,,


lutt gaya ho mai thak chuka ho ek khushi ke wastey,

Gardish e ayyam mai uter jane ke baad,,


Yu kisi ko toot ke chahna,phir biched jana na ho,,

Zindagi khilti kaha hai kisi ke guzar jane ke baad,,


Ayan tum apne ranj-o-gam main,marne ki dua karlo zara,,

Suna hai log phir miltey hai,marr jane ke baad.....!

© 2014 ayan ali dar


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

168 Views
Added on May 3, 2014
Last Updated on May 3, 2014
Tags: LOVE, HATE, LIE, SAD, CARE, FAR

Author

ayan ali dar
ayan ali dar

Srinagar, Jammu and Kashmir, India



About
Hi I'm Ayan ali dar from Kashmir India, I have been writing poetry since I was in 6th standard At boarding school in Aligarh, From then till now I keep myself busy writing, Hope everybody like my.. more..

Writing