Bas ek aur naayi subha

Bas ek aur naayi subha

A Poem by Rachika Evelyn Fauz

Bas ho rahi hai meri,
Jahan, jigar.
Shuru se leke kud gaye hum.
Jab ata pata na tha.
Tab kuh gaye hum. anne doo.
Rehne doo, karo jo karna hai.
Reh ke baith jao.
Bas iske baad kya karooge?
Sahre gum bhula ke,
Sarre dard bhula ke,
Sab khattam karke,
Chal pade the hum.
Nam na ghar ka pata.
Par bhaage the hum.
Kappde, kitabein sab baand ke.
Bhaage tumhare pass.
Bas itna hi soch ke,
Ki basse tumhare pass.
Reh gaye raasta dekhta dekhta,
Na jaane kab choodha saath humare
Raasta pe la choodha hummein.
Ab dhunte rhete hai rassta ghar ka.
Jaye toh kiske pass?
Dunniya bassa li tumme.
Chood aaye sab;
Bhatakte hai hum ab.

© 2016 Rachika Evelyn Fauz


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

59 Views
Added on October 17, 2016
Last Updated on October 17, 2016

Author

Rachika Evelyn Fauz
Rachika Evelyn Fauz

Delhi, India



About
Poem enthusiast. Artist. love the silence. in love with the moon. more..

Writing